Sad Bewafa Poetry in Urdu SMS

Bewafa Poetry is one of the most reading topic in Urdu Poetry. Read Bewafa Poetry in Urdu and share someone cheats on you (friend or lover).

Bewafa Poetry in Urdu 2 Lines

sad bewafa poetry in urdu sms

Sad bewafa poetry in urdu sms

اِک عمر تک میں اُس کی ضرورت بنا رہا
پھر یوں ہوا کہ اُس کی ضرورت بدل گئی

Ik Umar Tak Main Uski Zarurat Bana Raha,
Phir Yun Hua Kh Uski Zarurat Badal Gayi۔

bewafa poetry in urdu 2 lines

Bewafa poetry in urdu 2 lines

بے وفائی کی سب کتابوں میں
تمہارے جیسی کوئی مثال نہیں

Bewafai Ki Sab Kitaabon Mein
Tumhare Jese Koi Misaal Nahi۔

bewafa poetry in urdu

Bewafa poetry in urdu

شک رواں کی نہر ہے اور ہم ہیں دوستوں
اُس بے وفا کا شہر ہے اور ہم ہیں دوستوں
منیر نیازی

Shak Rawan Ki Neher Hai Aur Hum Hain Dostoo
Us Be Wafa Ka Shehar Hai Aur Hum Hain Dostoo۔

dukhi shayari

ہم سے بے وفائی کی انتہاء کیا پوچھتے ہو محسن
وہ ہم سے پیار سیکھتا رہا کسی اور کے لیے

Ham Se Bewafai Ki Intha Kia Pochte Ho Mohsin
Wo Ham se Pyar Sekhta Raha Kisi Aur Ke Liye۔

urdu shayari bewafa pyar 2 lines

اپنی گلی میں مجھ کو نہ کر دفن بعد قتل
میرے پتے سے خلق کو کیوں تیرا گھر ملے

Apni Gali Mai Mujh Ko Na Kar Dafan Bad-e-Qatl
Mere Pate Se Khalq Ko Kyun Tera Ghar Mile۔

sad shayari in urdu

لفظِ وفا سے اب وہ تاثر نا کر قبول
اِس عام فہم لفظ کے معنی بدل گئے

Lafz Wafa Se Ab Woh Tasir Na Kar Qabool,
Is Aam Fehem Lafz Ke Maani Badal Gaye.

bewafa shayari urdu

Bewafa shayari urdu

نہیں شکوہ مجھے کچھ بے وفائی کا تیری ہرگز
گلا تب ہو اگر تو نے کسی سے نبھائی ہو
خواجہ میر درد

Nahi Shikwa Mujhe Kuch Be-wafai Ka Teri Hargiz
Gila Tab Ho Agar Tu Ne Kisi Se Bhi Nibhi Ho۔

tark-e-wafa poetry

لینا پڑھے گا عشق میں ترکِ وفا سے کام
پرہیز اِس مرض میں ہے بہتر علاج سے

Lena Parega Ishq Mein Tark e Wafa Se Kaam,
Parhez Iss Marz Mein Hai Behtar Ilaaj Se۔

sad shayari

ثابت تو ہو گیا کہ میں بے وفا نہیں
یہ اور بات کہ میری دنیا اُجڑ گئی

Sabat Tu Ho Gaya Ke Main Bewafa Nahi
Ye Aur Baat ke Meri Dunya Ujar Gayi.

muhabat dard poetry

میں نے کب مانگا ہے تم سے اپنی وفاوٰں کا سِلہ
بس درد دیتے رہو، محبت بڑھتی رہے گی

Maine Kab Manga Hai Tumse Apni Wafaon Ka Sila,
Bus Dard Dete Raho, Mohabbat Barhti Rahegi.

Post a Comment

0 Comments