Mirza Ghalib Shayari (2 lines Poetry )

 Mirza Asadullah Baig Khan was great Indian Hindi and Urdu Poet. He was born on 27 December, 1797 in Agra India. He well known for his pen names ghalib and Asad. He is very popular and deep urdu poet. His shayari is read all over the world. He was died on 15 February 1869 in Delhi, India. Here we are collected top 20 shayars of mirza ghalib.

Mirza Ghalib Shayari (Best 2 lines Urdu Poetry )

Tags: Top Urdu Poet, best Shayars, 20 best lines, classic, Poetry with image, ghalib ki shayari, 

    ہم کو معلوم ہے جنت کی حقیقت لیکن 
دل کے خوش رکھنے کو غالبؔ یہ خیال اچھا ہے

Hum Ko Maloom Hay Jannat ki Haqeeqat Lekin
Dil Ke Khush Rakhnay Ko Ghalib Yeh Khayal Acha Hay

mirza ghalib poetry in urdu 2 lines - Ham ko Maloom hay

**************************

محبت میں نہیں ہے فرق جینے اور مرنے کا 
اسی کو دیکھ کر جیتے ہیں جس کافر پہ دم نکلے 

Mohabbat mie Nahi Hay Faraq Jeenay Marnay Ka
Ussi Ko Daikh kar Jeetay Hain Jis Kaafir Pe Dam Niklay

Mirza Ghalib Best Poetry

**************************

تم وہ نازک کہ خموشی کو فغاں کہتے ہو
ہم وہ عاجز کہ تغافل بھی ستم ہے ہم کو

Tum Wo Nazak Ke Khamoshi Ko Faghaan Kehtay Ho
Hum Wo Aajiz ke Taghafil bhi Sittam Hay Hum Ko

ghalib poetry in urdu - deep sad lines

**************************

Tassawaf, Wali, Baada Khawar, 2 lines, popular sher

یہ مسائل تصوف یہ ترا بیان غالب
تجھے ہم ولی سمجھتے جو نہ بادہ خوار ہوتا

Yeh Masyal e Tassawaf Yeh bayyan Ghalib
Tujaay Hum Wali Samajhtay jo tou na Bada Khawar Hota

mirza ghalib popular sher - yeh maasail e tassawaf ye tera bayyan

**************************

ہے مجھے ابرِ بہاری کا برس کر کھلنا
روتے روتے غمِ فرقت میں فنا ہوجانا

Hay Mujay Abr e Bahaari Ka Bars Kar Khulna
Rotay Ratay Ghum e Furqat mie Fana Ho Jana

mirza ghalib sad shayari - مرزا غالب کے اشعار

**************************

Mirza Ghalib Poetry

یہ کہاں کی دوستی کہ بنے ہیں دوست ناصح
کوئی چارہ ساز ہوتا کوئی غم گسار ہوتا

Yeh Kahan Ke Dosti Ke Banay Hain Dost Naaseh
Koi Chara Saaz Hota Koi Ghum Gusaar Hota

mirza ghalib sad poetry - yeh kahan ki dosti

**************************

Darya , Dard, Dawa, Ishrat name, Fana


عشرتِ قطرہ ہے دریا میں فنا ہوجانا
درد کا حد سے گزرنا ہے دوا ہوجانا

Ishrat e qatra kay Darya Mie Fana Ho Jana
Darda Ka Had se Guzarna Hay Dawa  Ho jana

ghalib ki shayari - Beautiful lines by mirza in urdu

**************************

ان کے دیکھے سے جو آ جاتی ہے منہ پر رونق 
وہ سمجھتے ہیں کہ بیمار کا حال اچھا ہے 

Un Ko Daikhnay Se Jo Aajati Hay Munnah Pe Ronaq
Wo Samjhtay Hain Ke Beemar Ka Haal Acha Hay

Mirza Ghalib Shayari

**************************

Best Ashar in Urdu ( اردو کے بہترین اشعار)

Ruggon Mie Dorrtay Phirnay Ke Hum Nahi Qayyal

Ja Aankh hi se Na Tapka Tou Phir Lahoo Kia


رگوں میں دوڑتے پھرنے کے ہم نہیں قائل 
جب آنکھ ہی سے نہ ٹپکا تو پھر لہو کیا ہے 

Mirza Ghalib Poetry - shayari on eyes

**************************

Ishq poetry

Ishq ne Ghalib Nikama Kar Diya 
Warna Hum Bhi Aadmi thay Kaam ke

عشق نے غالبؔ نکما کر دیا 
ورنہ ہم بھی آدمی تھے کام کے

famous mirza ghalib sher on Ishq Kaam short lines

**************************

Ghalib Shayari in Urdu

Na Tha kuch tou Khuda Tha , Khuch Na Hota tou Khuda Hota
Daboya Muj ko Honay Nay , Na Hota mie tou kiya hota

نہ تھا کچھ تو خدا تھا کچھ نہ ہوتا تو خدا ہوتا 
ڈبویا مجھ کو ہونے نے نہ ہوتا میں تو کیا ہوتا 

ghalib shayari in urdu - na hota khuch to Khuda hota

**************************

4 lines poetry

 شاعر: مرزا غالب

نہ سنو گر برا کہے کوئی
نہ کہو گر برا کرے کوئی
روک لو گر غلط چلے کوئی
بخش دو گر خطا کرے کوئی

Mirza ghalib shayari on life - 4 line poetry

**************************

2 Lines Love Sad Shayari In Urdu

Es Saadgi Pe Kon Na Marr Jaye Aye Khuda
Lartay Hain Aur Haath mie Talwaar bhi Nahi

اس سادگی پہ کون نہ مر جائے اے خدا 
لڑتے ہیں اور ہاتھ میں تلوار بھی نہیں 

ghalib poetry in urdu - aye khuda

**************************

Short , One line, Dil Mout, Sad deep

موت آجائے غالب
دل نہ آئے کسی پہ

Mout Ajye Ghalib, Dil Na Aye Kisi Pe

Beautiful sad lines by Mirza asad ghalib - dil aur mout pe sher

**************************

Insaan Poetry, sher

Bass Ke Dushwar hay Har Kaam ka Aasaan Hona
Aadmi ko bhi Muyassar Nahi Insaan Hona

بس کہ دشوار ہے ہر کام کا آساں ہونا
آدمی کو بھی میسر نہیں انساں ہونا

best shayari by ghalib - aadmi ko bhi muyassar nahi insaan hona

**************************

Hui Muddat ke Ghalib Mar Gya Par Yaad Ata Hay
Wo Har Baat par Kehna Ke Youn Hota tou kiya hota

ہوئی مدت کہ غالب مر گیا پر یاد آتا ہے
وہ ہر اک بات پر کہنا کہ یوں ہوتا تو کیا ہوتا

ghalib ke shers - best poetry by popular indian poet

**************************

Start A Poetry Blog

میری قسمت میں غم گر اتنا  تھا
دل بھی یا رب کئی دیے ہوتے

Meri Qismat mie Ghum gar Etna Tha 
Dil Bhi ya Rabb Kaye Diye Hotay

ghalib shayari text in urdu with beautiful images

**************************

مہرباں ہو کے بلالو مجھے چاہو جس وقت
میں گیا وقت نہیں ہوں کہ پھر آبھی نہ سکوں

Mehrbaan Ho ke Bola lo Mujay chaho jis Waqt
Mie Gya Waqt nahi hon ke phir Aa bhi No Sakon

ghalib ke shayari - 2 line poetry

**************************

Shairi

آئینہ کیوں نہ دوں کہ تماشا کہیں جسے
ایسا کہاں سے لاؤں کہ تجھ سا کہیں جسے

Aina Kion Na Doon ke Tamasha Kahein Jisay
Aisa Kahan se Laon ke Tuj sa Kahein Jisay

مرزا غالب شاعری - بہترین اشعار

**************************

جان دی دی ہوئی اسی کی تھی
حق تو یوں ہے کہ حق ادا نہ ہوا

Jaan Di Di Hui Usi Ki Thi
Haq tou youn Hay Haq Ada Na Hua

مرزا غالب کا شعر read top 20 shayar of mirza ghalib

Read More Urdu Shayari :

Post a Comment

0 Comments