Best Muharram Shayari | Muharram Poetry

Top heart touching Muharram Shayari | Muharram Poetry | Islamic Sms in Urdu with images. Must read and share with family and friends.

shayari for muharram

Shayari for muharram

شاہ است حسین، بادشاہ است حسین
دین است حسین، دین پناہ است حسین

سر داد، نداد دست درِ دست یزید
حقا کہ بنائے لا الہ است حسین

Shah Hasst Hussain, Baadshah e Hasst Hussain
Din Hasst Hussain Din Panaah e Hasst Hussain

Sarr Daad Naa Daad Dasst Daar Dasst E Yaazid
Haqqah Key Binay e Laa Ielaah Hasst Hussain.

muharram shayari

Muharram Shayari

کیا صرف مسلمان کے پیارے ہیں حسینؑ
چرخِ نوعِ بشر کے تارے ہیں حسینؑ

انسان کو بیدار تو ہو لینے دو
ہر قوم پکارے گی ہمارے ہیں حسینؑ

(جوش)

Kya Sirf Musalman Ke Pyare Hai Husain (A.S)
Charkh-E-Noh-E-Bashar ke Tare Hai Husain (A.S)

Insaan Ko Bedaar To Ho lene do
Har Qaum Pukaregi Hamare Hai Husain (A.S)

Hussaini Poetry

Hussaini Poetry

غرور ٹوٹ گیا ، کوئی مرتبہ نہ ملا
ستم کے بعد بھی کچھ حاصل جفا نہ ملا

سر حسین ملا ہے یزید کو لیکن
شکست یہ ہے کہ پھر بھی جھکا ہوا نہ ملا

Ghuroor toot gaya koi martaba na mila
jafa k baad unhe hasil-e-jafa na mila

Sar-E-hussain mila hai yazeed ko laikin
Shikast ye hai ke phir bhi jhuka howa na mila۔

Karbala poetry

Muharram ki shayari

افضل ہے کل جہاں سے گھرانہ حسین کا
نبیوں کا تاجدار ہے نانا حسین کا

اِک پل کی تھی بس حکومت یزید کی
صدیاں حسین کی ہیں زمانہ حسین کا

Affzal hai koul Jahan sey gharana hussain Ka,
Nabiyeon ka tajdaar hai nana hussain Ka,

Aik pal kei thei bass hakoumat yazid Kei,
Sadiyaan hussain kei Hain zamana hussain Ka.

Karbala quotes

Muharram shayari image

لباس ہے پھٹا ہوا، غبار میں اٹا ہوا
تمام جسمِ نازنیں چِھدا ہوا، کٹا ہوا
یہ کون ذی وقار ہے، بلا کا شہ سوار ہے

کہ ہے ہزار قافلوں کے سامنے ڈٹا ہوا
یہ بالیقیں حسین ہے، نبی کا نورِ عین ہے

(حفیظ جالندھری)

Labas ha phata hoa, ghabar mein ata hoa
Tamam jisam naznen cheda hoa, kata hoa
Ye kon ze waqar ha,

bala ka sheh sawar ha
Kh ha hazar qafilon ke samne data hoa
Ye belyakeen Hussain (A.S) ha, Nabi (S.A.W) ka noor e ain ha.

quotes of karbala in urdu

Muharram Shayari

عجب مذاق ہے اسلام کی تقدیر کے ساتھ
کٹا حسین ؑ کا سر نعرہ تکبیر کے ساتھ

Ajab Mazaq Hai Islam Ki Taqdeer K Sath,
Kaata Hussain (A.S) Ka Sar Nara-e-Takbeer K Sath.

karbala poetry sms

Muharram Shayari

قتلِ حسین اصل میں مرگِ یزید ہے
اسلام زندہ ہوتا ہے ہر کربلا کے بعد

Qatil-e-Hussain (A.S) asal mein marg-e-yazeed ha
Islam zinda hota hai her karbala ke bad.

poetry and quotes of ahle bait

Muharram Shayari

دل میں ہے مجھ بے عمل کے داغِ عشقِ اہلِ بیتؑ
ڈھونڈتا پھرتا ہے ظلِ دامنِ حیدر مجھے

Dil mein ha mujh be amal ke dagh-e-ishaq-e- Ahle Bait
Dondhta phirta ha zile daman-e-Haider mujhe.

Muharram Shayari in urdu

Muharram Shayari in Urdu

فراتِ وقتِ رواں ! دیکھ سوئے مقتل دیکھ
جو سر بلند ہے اب بھی وہ سر حسینؑ کا ہے

Ferat-e-waqat rawan dekh soo-e-maqtal dekh
Jo sar buland ha ab bhi woh sar Hussain (A.S) ka ha.

karbala shayari and quotes

Karbala Shayari and Quotes

جہاں پہنچے شہیدانِ وفا کے خوں کی بو آئی
قدم جس جس جگہ رکھے زمینِ کربلا پائی

Jahan punche shaheedan-e-wafa ke khun ke boo aai
Qadam jis jis jagha rakhe zameen kerbala pai.

Ahle bait poetry in urdu

Muharram Shayari in Urdu

تو نے صداقتوں کا نہ سودا کیا حسینؑ
باطل کے دل میں رہ گئی حسرت خرید کی

Tu ne sadaqton ka na saoda kia Hussain (A.S)
Batil ke dil mein reh gai hasrat khreed ke.

Post a Comment

0 Comments