Get 2/4 lines Happy Defence Day Shayari in Urdu. The date of 6 September marks the day in 1965 when Indian troops crossed the international border to launch an attack on Pakistani Punjab, in a riposte to Pakistan’s Operation Grand Slam targeting Jammu. and stay connected with us for more new poetry Messages and Quotes.
Best Happy Defence Day Shayari in Urdu | Pakistan National Day, 1965 Defence Day 6 September.
Defence Day Shayari in English
Sada Watan Ki Haar Ik Sarhad Par Goonjti Hai,
Utho Ke Tumko Watan Ki Mitti Pukarti Hai.!
Mili Nahi Hai Hamen Arz-e-Pak Tohfy Me,
Jo Lakhon Deep Bujh Hen To Ye Charagh Jala.
Defence Day Pakistan
Hum To Mit Jayenge Aye Arz-E-Watan,
Laikin Tumko Zinda Rehna Hai,
Qayamat Ki Sehar Honay Tak,
(Happy Defense Day 6 September)
Youm-E-Difa Mubarak Shayari
Kis Ki Himmat Hai Hamari Parwaz Mein Laye Kami,
Hum Perwazon Se Nahi Hoslon Se Uda Karte Hen.!
Dushman Ki Nigahon Ko Hum Uthne Se Pehle Jhuka Denge,
Kamzor Jo Hum Ko Samjhe Usay Maan Ki Rah Dikha Denge,
Hum Ko Ye Dars Mila Hai,
Darbaar-e-Mustafavi Se.
(Defence Day Mubarak)
Ye Nafrat Buri Hai, Na Palo Isay,
Dilon Mein Khalish Hai, Nikalo Isay,
Na Tera, Na Mera, Na Iska, Na Uska,
Ye Sab Ka Watan Hai, Bacha Lo Isay.!
Salam Pak Army Shayari
Happy Defence Day 6 Sep,
1965 kEh uN JaWaaN shOh Da kOh SaLaam,
Jinhoon Ny apni JaaN Ki qurbani dY kr,
Hmary mUlK kO BachaYa:
(Salam PAK ARMY)
HUM” ne to sookhi “SHAKHON”
Pe khoon bahaya hy apna Ab bi “PHOOL”
Na khilien to “MuQaDAR” ki baat hy.!
(Dedicated 2 SHOHADAYE-Pakistan)
Hum To Mit Jayenge Aye Arz-e-Watan,
Lakin Tum ko,
Zinda Rehna hai qayamat ki sehar hone tak.!
Pakistan Zindabad Status in Urdu
لگانے آگ جو آئے تھے آشیانے کو
وہ شعلے اپنے لہو سے بجھا دیئے تم نے
اے ارضِ پاکستان‘ اے میری جاں
تجھ پہ اک کیا‘ ہزاروں جانیں قرباں
تُو دل میں ہے‘ تُو دل میں ہے
تُو نہیں ہے کسی سے بھی نہاں
تُو میری آن‘ تُو ہی میری شان
تجھ ہی سے تو ہے میری پہچاں
دشمن ہزار ہیں تیرے پھر بھی
تُو شاد باد رہے گا اے پاکستاں
تجھ پہ فدا میری ہر اک شئے
یہ مال و متاع‘ یہ دل اورجاں
ہم اپنی سانسیں تیرے نام کرتے ہیں
اے وطن ہم تیری عظمت کو سلام کرتے ہیں
0 Comments